
Tum falan ki tarah mat hojana
Hazrat ‘Abdullah Bin ‘Amr Bin ‘Aas Raziyallahu Anhuma farmaate hain ke Rasulullah ﷺ ne mujhse irshaad farmaaya:
‘Abdullah! Tum falan ki tarah mat hojana ke wo raat ko tahajjud padha karta tha, phir tahajjud chord di.
(Bukhari: 1152)