
Qasam khaney se saman to jaldi bik jata hai lekin
Bismillahirrahmanirrahim
Qasam khaney se saman to jaldi bik jata hai lekin wo Qasam barkat ko mita deney wali hoti hai.
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (dukandar ke) Qasam khaney se saman to jaldi bik jata hai lekin wo Qasam barkat ko mita deney wali hoti hai.
Sahih Bukhari, Vol 3, 2087