Nawafil Namazein padha karo

Bismillahirrahmanirrahim

Apne gharo mein bhi (Nawafil) Namazein padha karo , aur unhey Qabro ki tarah na banao

Ibn Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya apne gharo mein bhi (Nawafil) Namazein padha karo , aur unhey Qabro ki tarah na banao

Sahih Bukhari, Vol 1, 432

Back to top button