Namaaz-e-Witr

Namaaz-e-Witr

Hazrat Buraida Aslami Raziyallahu Anhu farmaate hain ke main ne Rasulullah ﷺ ko farmaate huwe suna ke

Namaaz-e-Witr laazim hai,
jo witr ada na kare woh ham
(musalmaanon) mein se nahin hai
(yeh jumla Aap ﷺ ne teen martaba irshaad farmaaya).

(Abu Dawood: 1419)

Back to top button