
maa ko tawaf karwane se bhi
Bismillahirahmanirrahim
Peeth par utha kar maa ko tawaf karwane se bhi uska haq ada nahi ho sakta
Said ibn Abi burda Radi Allahu Anhu se riwayat hai Ibn Umar radi allahu anhu ne dekha ek Yamani Shaksh Bait ul Allah Shareef ka tawaf Kar raha hai apni walida ko peeth par utha Kar aur tawaf Karte huye ye sher padh raha hai Main apni Walida ke liye farmabardar Oonth ki tarha itaat kar raha hu agar oont ki sawari to kisi wajah se khaufzada ho bhi jait hai magar main khauf nahi karunga Phir Ibn Umar Radi Allahu Anhu ne Kaha Eh ibn Umar Radi Allahu Anhu kya maine apni Walida Ka haq adaa kar diyato unhone kaha nahi abhi to tumne ek saans Ka badla bhi nahi diya
Al-Adab Al-Mufrad (Imam Bukhari) , 11-Sahih