
Logon mein sulah karwana Namaz, roze aur sadqe se Afzal hai
Bismillahirrahmanirraheem
Hadith: Logon mein sulah karwana Namaz, roze aur sadqe se Afzal hai
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya main tumehin wo baat na batau jo darje mein roze namaz aur sadqa se afzal hai logo ne kaha ji haan, Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya aapas mein sulah karwa dena
Sunan Abu Dawood 4919-Sahih