
Kisi Momeen ko khushi pauhchana
Bismillahirrahmanirraheem
Hadith : Kisi Momeen ko khushi pauhchana ya uska qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao
As-Silsila -As-sahiha 3651