
Khane Ke Faraiz
Khane Ke Faraiz
Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao
Mafhoom-e-Hadees: “Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao,
Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo..”
– (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287)
Mafhoom-e-Hadees: “Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye
Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le..”
– (Bukhari Sharif)
Mafhoom-e-Hadees: “Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja,
Sabr Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai..”
(Tirmizi, Hadees-2021)