
khana kha kar shukr karne ka sawab roza rakhne ke barabar hai
Bismillahirhamanirrhaim
khana kha kar shukr karne ka sawab roza rakhne ke barabar hai
Sinan Al-Aslami Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya khana kha kar (Allah ka) Shukr ada karne walo ko roza rakhkar sabr karne walo ke barabar sawab milta hai
Sunan Ibn maja , Jild 1, 1765-Hasan