
Kapde pahanne ke baad ki dua
Bismillahirrahmanirrahim
Kapde pahanne ke baad ki dua
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي كَسَانِي هَذَا الثَّوْبَ وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ
Alhamdulillahil-lazi kasani haza as-saub, wa razaqanihi min gairi hawlin minni wa la quwwah
Muadh bin Anas radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya jis shaksh ne kadpa pahney ke baad ye kaha ki
Alhamdulillahil-lazi kasani haza as-saub, wa razaqanihi min gayri hawlin minni wa la quwwah
( Tamam taarifein Allah ke liye hai jisney mujhe ye kapda pahnaya, meri kisi taqat aur Quwwat ke baghair )
uskey agle aur pichle gunah maaf kar diye jate hain
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 623-Hasan