jo bhi peene wali cheez nasha laaaye

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jo bhi peene wali cheez nasha laaaye wo haram hai


Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo bhi peene wali cheez nasha laaaye wo haram hai

Sahih Bukhari, Vol 1, 242


Al Quran : Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke baarey mein puchtey hain
Kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch faydey bhi hain aur unka Gunaah unkey Nafaa se bahut bada hai

Al Quran, Al-Baqara, (2), Verse 219

Back to top button