Jis Cheez mein behayayee aati hai

Bismillahirahmanirrahim

Jis Cheez mein behayayee aati hai usay aibdar kar deti hai


Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis Cheez mein behayayee aa jati hai usay aib dar kar deti hai aur jis cheez mein haya aati hai usmein zeenat aa jati hai

Jamia Tirmizi, Jild 1, 2038-Sahih


Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haya se hamesha bhalayee paida hoti hain.

Sahih Bukhari, Jild 7, 6117

Back to top button