
jinhe sehat ke waqt ghar mein kiya karta tha
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: uskey liye un tamam ibadaton ka sawab likha jata hai jinhe sehat ke waqt ghar mein kiya karta tha
ibrahim Abu Ismail As-Saksaki Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jab banda beemar hota hai ya safar karta hai to uske liye un tamam ibadaton ka sawab likha jata hai jinhe Sehat ke waqt apne ghar mein kiya karta tha.
Sahih Bukhari, Vol 4,2996