
Jannat ke kareeb aur Dozakh se duri wale amal ki dua
Bismillahirrahmanirraheem
Jannat ke kareeb aur Dozakh se duri wale amal ki dua
Aisha Radi Allahu Anha rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne unko ye dua sikhayee thi
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْجَنَّةَ قَرَّبَ إِلَيْهَا مِنْ قَوْلٍ أَوْ عَمَلٍ
وَأَعُوذُ بِكَ مِنَ النَّارِ وَمَا قَرَّبَ إِلَيْهَا مِنْ قَوْلٍ أَوْ عَمَلٍ
Allahumma inni As’alukal-jannatah wa ma qarrab ilaiha min qawlin Aw Amalin
Wa A’uzubika Minan-Nari wa ma qarrab ilayha min qawlin Aw Amalin
Ya Allah main tujhse jannat aur uske qareeb karne wale qaul aur amal ka sawal karta hu , Ya Allah main tujhse jahannam aur uske kareeb karne wale qaul aur amal se teri panah chahta hun
Sunan Ibn Majah, Jild 3, 3846-Sahih