
Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain
Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Banda jab Namaz ke liye khada hota hai to uske tamam gunah uske paas laye jate hain aur uske kaandho par rakh diye jate hain jab bhi wo Ruku ya Sajda karta hai to uske gunah gir jate hain (yani maaf kar diye jate hain)
Silsila Sahiha- 575-Sahih