Haraam Maal se diya hua Sadqa

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith: Allah Subhanahu Haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey


AbulMalih Radi Alllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Taala haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey aur na hi bina paki ke Namaz (Qubul farmatey hain).

Sunan Abu Dawud, Vol 1, 59

Back to top button