You are currently viewing musafaha karte hain

musafaha karte hain

Hazrat Bara’a Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya:

Jo do musalmaan aapas mein milte hain aur musafaha karte hain to juda hone se pehle donon ke gunah mu’af kardiye jaate hain.

(Abu Dawud: 5212)