
bistar par jakar padhne ki dua
Bismillahirahmanirraheem
Raat ko bistar par jakar padhne ki dua
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam jab bistar par jate to farmate
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنَا وَسَقَانَا وَكَفَانَا وَآوَانَا فَكَمْ مِمَّنْ لَا كَافِيَ لَهُ وَلَا مُؤْوِيَ
Alhamdu lillahil-ladhi At’amana wa Saqana, wa Kafana, wa Aawanaa, fakam-mimman La Kafiya lahu wa la mu’wiy
Tamam taarifein Allah ke liye hai jisne hame khilaya peelaya ( haar taraha se) kafi hua aur hame thikana diya kitne log hain jinka na koi kifayat karne wala hai na thikana dene wala