Bina soche samjhe kuch bhi bolne se

Bismillahirrahmanirrahim

Bina soche samjhe kuch bhi bolne se bachna chahiye kyunki


Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu nafrat karta hai tad-tad bolne wale aise mardo se jo apni zuban ko harkat dete rahte hain jaise gaay (ghas khane mein) apni zuban ko harkat karti rahti hai (yani bina soche samjhe jo jee mein aata hai bak jate hain)

Sunan Abu dawud, Jild 3,1568-Sahih

Back to top button